Roman script

sun le meri kahani

sun le meri kahani, ujadi hui jawani

ujadi hui jawani

aye aasma ke tare

aye aasma ke tare, majbur ke sahare

sunle meri kahani

jabse jaha me aaye

dukh dard sath laye

jabse jaha me aaye

dukh dard sath laye

din zindagi ke rokar

din zindagi ke rokar, humne yaha gujare

takdir ka tamasha, aasha hui nirasha

aur dubi hamari naiya, jab naav lagi kinare

sunle meri kahani, ujadi hui jawani

aye aasma ke tare, majbur ke sahare

sun le meri kahani

ye tamanna hai bichadne wale

tu salamat rahe aabad rahe

jindagi jaise kate kat jaye

har ghadi dil me teri yaad rahe

din rat tu hi tu hai 

bechain aarzu hai

aankho se bah rahi hai

in aasuo ke dhare

sun le meri kahani

Explore this song