Roman script

sunle dasta yu na sata chhodo ye ada ye to bata

kya hai tera kya hai pata

surat to bahut achi hai aji nam bhi acha hoga

awaz e wafa acha hai anzam bhi acha hoga

sunle dasta yu na sata chhodo ye ada ye to bata

kya hai tera kya hai pata

gussa to bahut pyara hai aji pyar bhala kya hoga

inkar bahut dikash hai ikrar bhala kya hoga

sunle dasta yu na sata chhodo ye ada ye to bata

kya hai tera kya hai pata

aji ek najar to dekho ulfat ka asar to dekho

o sokh hasi hum bure nahi ek bar idhar to dekho

sunle dasta yu na sata chhodo ye ada ye to bata

kya hai tera kya hai pata

Explore this song