Roman script

raat bhar bekraar sa, rat jaga khwaab hai 
lab se ruki lab pe, ek ankahi baat hai 
besabar dil mera bekhabar dil tera 
sun kabhi in nigaho ki kahi, bekasi keh saki na jo kabhi

sun kabhi sun kabhi 
har subah jaag kar yun lage, chal pade uss raah pe 
fir usi mod par aa ruke, jo jude uss khwaab se 
besabar dil mera bekhabar dil tera 
sun kabhi in nigaho ki kahi, bekasi keh saki na jo kabhi
sun kabhi in nigaho ki kahi, bekasi keh saki na jo kabhi
sun kabhi sun kabhi 
phir kabhi bevajah hi sahi, mehrabaan wo mile 
dil mera tutkar hi sahi, baaho me aa fir jude 
besabar dil mera bekhabar dil tera
sun kabhi in nigaho ki kahi, bekasi keh saki na jo kabhi
sun kabhi in nigaho ki kahi, bekasi keh saki na jo kabhi
sun kabhi sun kabhi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Pratiksha Kulshrestha, Gaurav Bhatt

actor: Gaurav Gaur, Charvi Tanya Dutta