Roman script

sun ja pukar, sun ja pukar, sun ja pukar

bit na jaye ye bahar a ja ek bar, ek bar

sun ja pukar, sun ja pukar, sun ja pukar

o balma, ye jindagi do sason ka khel

kisko khabar hai, sajana ho na ho phir mel 

o balama, ye jindagi do sason ka khel

kisko khabar hai, sajana ho na ho phir mel 

hona ho phir mel

kya aitbar, kya aitbar, kya aitbar

beet na jaye ye bahar aa ja ek bar, ek bar

sun ja pukar, sun ja pukar, sun ja pukar

prem agan mein, jalke mai ho jaungi rakh

teri gali me ayegi, udkar meri khak  

prem agan me, jalke mai ho jaungi rakh

teri gali me ayegi, udkar meri khak  

udkar meri khak

kar le na pyar, kar le na pyar, kar le na pyar

bit na jaye ye bahar a ja ek bar, ek bar

sun ja pukar, sun ja pukar, sun ja pukar

Explore this song