Roman script

sun dard bhari faryad

o dard bhari faryad

taqdeer banane wale re

taqdeer banane wale re

sun dard bhari faryad

gham ne mujhe barbad kiya hai

meine tujhi ko yaad kiya hai

gham ne mujhe barbad kiya hai

meine tujhi ko yaad kiya hai

gham se mujhko chhudale re

gham se mujhko chhudale re

taqdeer banane wale re

taqdeer banane wale re

sun dard bhari faryad

dil ke sahare tut chuke hai

apne paraye ruth chuke hai

dil ke sahare tut chuke hai

apne paraye ruth chuke hai

tu hi apna bana le re

tu hi apna bana le re

taqdeer banane wale re

taqdeer banane wale re

sun dard bhari faryad

aa gaye nale aaj juba tak

sabr karu main haye kaha tak

aa gaye nale aaj juba tak

sabr karu main haye kaha tak

dil mein pad gaye chhale re

dil mein pad gaye chhale re

taqdeer banane wale re

taqdeer banane wale re

sun dard bhari faryad

Explore this song