Roman script

sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
babul ka ghar chhod  ke ab jaana hoga 
apne piya ka angana sajana hoga
ye janamo ka bandhan nibhana hoga 
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye 
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
tu saas sasur ko maa baap samjhna 
bin kahe pati ki har baat samjhana
aur agale baras me teri god bharegi 
har dil par jake tu raj karegi
sajan ka dil hardam behelana hoga 
phulo se vo ghulshan sajana hoga
ye janamo ka bandhan nibhana hoga 
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
maa baap chutenge dildar milega 
sasural me tujhko har pyaar milega
us dwar se bhi dukh ab dur rahenge 
jis dwar se behna tera dwar milega
ghar ko apne mandir banana hoga 
man mandir me pi ko bhithana hoga
ye janamo ka bandhan nibhana hoga
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
o babul ka ghar chhod  ke ab jana hoga 
ye janamo ka bandhan nibhana hoga
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye
sun baliye ni baliye ni baliye 
chal chaliye ni sajna ke chaliye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Omi, Chandrani Mukherjee