Roman script

sultaana sultaana mera naam hai sultaana

sultaana sultaana mera naam hai sultaana

mere husn ka har andaaz mastaana

mere husn ka har andaaz mastaana

main pariyo ki raani kuku, meri chadhti jawani kuku

jo bhi dekhe ho jaaye divaana sultaana

sultaana sultaana mera naam hai sultaana

mere husn ka har andaaz mastaana

main chaal chalu to hirani ruk jaaye

angdayi lu to bijali sharmaaye, ha

main chaal chalu to hirani ruk jaaye

angdayi lu to bijali sharmaaye, ha

main shokh kali hu kuku, chanchal titli hu kuku

main shokh kali chanchal titli

main shokh kali hu kuku, chanchal titli hu kuku

main shokh kali chanchal titli

har koyi deta hai dil najrana sultaana

sultaana sultaana mera naam hai sultaana

sultaana sultaana mera naam hai sultaana

mere husn ka har andaaz mastaana

masum samajh ke dore mat daalo

dil se jaaoge are o dilwalo

masum samajh ke dore mat daalo

dil se jaaoge are o dilwalo

main aaj yaha hu kuku, kal jaane kaha hu kuku

main aaj yaha kal jaane kaha

banjaaro ka kab koyi thikaana sultaana

sultaana sultaana mera naam hai sultaana

sultaana sultaana mera naam hai sultaana

mere husn ka har andaaz mastaana

mere husn ka har andaaz mastaana

Explore this song