Roman script

sukh bhi gaya dukh se chayi

zindagi uski yaha ki yaha ki

cham chama ke dil wo tode 

shiv ji ye raat yaha ki yaha ki

ab se to hai shuru anyay ki

praatikar dil mile dil se meenakshi

hoga ant papo na anyayi hai

ye anjana dhire dhire kategi ye raatri

gao gan vasundhra shri gori mata ki ye daya

gao gan vasundhra shri gori mata ki ye daya

mata ki ho hampe kripa to karde khush raja

dil me kahi mai to nahi hai wo mujhse khafa

kalyan ho vaibhav wo zindagi me un sabka

sukh bhi gaya dukh se chayi 

zindagi uski yaha ki yaha ki

sukh bhi gaya dukh se chayi 

zindagi uskiyaha ki yaha ki

jam jama ke dil wo tode

shiv ji ye raat yaha ki yaha ki

madhu raat hogi raat aisi kaun ye na jane

aaj dur apne hi bhai se kyu wo na jane

kal kya hoge koi jane na hai wo ankahi

hogi jeet uski ya haar unki jo hoga dekhegi wo

pura ho khwab uska jeet ho bas uska

hona hai jo kuch bhi ab ho jaye

ab se to hai shuru anyay ki praatikar

dil mile dil se meenakshi

wo bat pukare hai na anjana 

dhire dhire kategi ye raatri

ati sundari wo hai wo to sushila

na hoga dharam nahi mantam base yahi karam

na wo sunegi prem ki vani aachal ki re

hoga pardafaash har jhuth ka

hoga vichar is kailash me

adhure subh lagan wo adhure sankalp wo

vidhi ne joda rishta meenakshi sa

ab se to hai shuru anyay ki praatikar 

dil mile dil se meenakshi

hoga ant papo na anyayi hai ye anjana

dhire dhire kategi ye raatri

gao gan vasundhra shri gori mata ki ye daya

gao gan vasundhra shri gori mata ki ye daya

mata ki ho hampe karipa to karde khush raja

dil me kahi mai to nahi hai wo mujhse khafa

kalyan ho vaibhav wo zindagi me un sabka

Explore this song