Roman script

ek din kabhi jo khudko tarashe meri nazar se tu zara

haaye re, aankho se teri kya kya chhupa hai 

tujhko dikhaau main zara 

haaye re, ek ankahi si daasta daasta kahne lagega aaina

subhanallah jo ho raha hai, pehli dafa hai vallah, aisa hua 

subhanallah jo ho raha hai, pehli dafa hai vallah, aisa hua 

meri khamoshi se baate chun lena, unki dori se taarife bun lena 

ho meri khamoshi se baate chun lena, unki dori se taarife bun lena 

kal nahi thi jo aaj lagti hu, taarif meri hai khamokha 

tohfa hai tera meri ada 

ek din kabhi jo khudko pukare meri juba se tu zara

haaye re, tujh me chhupi si jo shayari hai 

tujhko sunaau main zara 

haaye re, ye do dilo ka vaasta vaasta khul ke bataaya jaaye na 

subhanallah jo ho raha hai, pehli dafa hai vallah, aisa hua 

subhanallah jo ho raha hai, pehli dafa hai vallah, aisa hua 

subhanallah jo ho raha hai, pehli dafa hai vallah, aisa hua 

subhanallah jo ho raha hai, pehli dafa hai vallah, aisa hua

Explore this song