Roman script

subha savere hey subha savere naina ho gaye char 

subha savere naina ho gaye char 

haye tadke tadke ho tadke hi tadke

hey tikhi nigaho ka ho gaya war

tikhi nigaho ka ho gaya war

haye tadke tadke ho tadke hi tadke

unki nazar se nazar kya mili murjhaye dil ki kali khili

ae husn wale miljul ke chal nazre chura ke kaha chali 

dil leke dil de na kar inkar haye tadke tadke ho tadke hi tadke

subha savere naina ho gaye char 

haye tadke tadke ho tadke hi tadke

jeans angrejo wali ungli me car ki chabi

bal hai kitne lambe oye kudi mainu lage punjabi

dil kahe balle balle dil kahe balle balle

oye dil kahe balle balle dil kahe balle balle

chalo thoda aage chale chalo thoda aage chale

jeans angrejo wali ungli me car ki chabi

bal hai kitne lambe kudi mainu lage punjabi

puchh le puchh le ho na jaye kahi gussa

jyada se jyada tujhko pad jayega jutta

ho aapas me bate hi karte rahenge

ya kisi ladki se bhi kuch kahenge koi aur karke jatan inke dil ko

jitega aur hum takte rahenge aisi ki taisi

hey aisi ki taisi kuch karna hai yaar

tadke tadke ho tadke hi tadke

subha savere naina ho gaye char 

tadke tadke ho tadke hi tadke

dekh wo kurte wali jiski hai bagal me kuta

dekh ke man karta hai kya kash mai hota kuta

dekh wo kurte wali jiski hai bagal me kuta

dekh ke man karta hai kash mai hota kuta

chhod  yaar chhod  yaar hoti hai magrur sab

magrur to hum bhi hai par banegi apni bat kab

mujhko to kuch kuch yu lag raha hai

jadu hamara asar kar raha hai wo dekh pichhe mudke zara

danda pakad ke kaun aa raha hai lagta hai ab to

lagta hai padegi humko mar tadke tadke ho tadke hi tadke

subha savere naina ho gaye char tadke tadke ho tadke hi tadke

tikhi nigaho ka ho gaya war tadke tadke ho tadke hi tadke

Explore this song