Roman script

kahi se gunah na ho 
kahi se gunah naho 
aankh khule aur koi apna na ho 
aankh khule aur koi apna na ho 
kahi se gunah na ho 
kahi se gunah na ho 
soye bhag jage 
soye bhag jage 
jiwan tha andhiyara 
jiwan tha andhiyara 
mila aaj ujiyara
mila aaj ujiyara 
soye bhag jage 
soye bhag jage 
nachungi gaungi khushiya manaugi
nachungi gaungi khushiya manaugi 
yaad bhulaungi yaad bhulaungi
soye bhag jage
soye bhag jage

Song details

Song video

Watch on YouTube