Roman script

os ki wo bhigi raat 
jab tanhayi ke bistar par 
meri mohabbat ne karwate li 
meri ankho me meri chaht ka badan 
jiski shaano par sharm ki ghati chumti 
jiske hoth barish ke 
bund se bhi naram lagti 
jiski har dhadkan pe meri 
sukun ki neend basti 
jiske baaho mein mere 
har khawab sajte 
mere chhute jiske paaw 
chhuyi muyi se simatte 
ye wo hai jisne meri mohabbat 
ki tarikh mukarar kar di

Song details

Song video

Watch on YouTube