Roman script

sote sote aadhi raat aankh khul jaye 

siskiya le jawani roz tadpaye

yaar mil jaye pyar mil jaye karaar mil jaye 

sote sote aadhi raat aankh khul jaye 

siskiya le jawani roz tadpaye

yaar mil jaye pyar mil jaye karaar mil jaye 

sote sote aadhi raat aankh khul jaye 

ye chanchal adayen labon ke gulab  

badan ki surahi jawani ki shraab 

ye chanchal adayen labon ke gulab  

badan ki surahi jawani ki shraab 

kahi is shraab ka nasha na ud jaye 

kahi is shraab ka nasha na ud jaye 

yaar mil jaye pyar mil jaye karaar mil jaye 

sote sote aadhi raat aankh khul jaye 

nazar hain kahi kadam hain kahi

sabki khabar mujhe apni nahi  

nazar hain kahi kadam hain kahi

sabki khabar mujhe apni nahi  

bahki bahki chaal ka koi raaz samjhaye 

bahki bahki chaal ka koi raaz samjhaye 

yaar mil jaye pyar mil jaye karaar mil jaye 

sote sote aadhi raat aankh khul jaye 

siskiya le jawani roz tadpaye

yaar mil jaye pyar mil jaye karaar mil jaye 

sote sote aadhi raat aankh khul jaye 

la lala la lala

Explore this song