Roman script

sorry baaba sorry mujhko maaf kar do na

phir na galati hogi ab dil saaf kar do na

mai kya karu ho gaya late mai kuchh kaam se jaana tha

raste me traffic jam tha mushkil bada aana jaana tha

sorry baaba sorry mujhko maaf kar do na

phir na galati hogi ab dil saaf kar do na

aise dil ko todo na, jaanu jaane bhi do

baahe meri chhodo na, nazdik aane bhi do

jaa jhuthe teri baate na maanu re

tu kya hai kaisa hai pahchaanu re

sorry baaba sorry mujhko maaf kar do na

phir na galati hogi ab dil saaf kar do na

jhutha vaada tera hai na tha mujhko pata

sachcha gussa mera hai tune ki hai khata

kuchh ulta sidha mai kar jaaunga

na maanogi tum to mar jaaunga

sorry baaba sorry mujhko maaf kar do na

phir na galati hogi ab dil saaf kar do na

mai kya karu ho gaya late mai kuchh kaam se jaana tha

raste me traffic jam tha mushkil bada aana jaana tha

achchha baaba achchha maine maaf kar diya 

achchha baaba achchha maine maaf kar diya 

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song