Roman script

kyu har dua tut kar lauti yaaha

banjar hua yeh zamee woh aasma

tanhaa hu main, tu bhi tanhaa waha

aadhi adhuri rahi daasta

sooni sooni hai yeh nazar, soona soona hai yeh safar

sooni sooni raahe le chali, hai sooni manzil hai jidhar

tere bina kyu zindagi, tere bina kya hai khushi

tere bina baahe reh gayi hai sooni, soona hai yeh ghar

pal guzare jo tere saath me, ab woh pal yaad aayenge

kal khwab the mere haath me, ab yeh kal tadpaayenge

tha pehele dil kyu bepanha, tuta yeh dil kyu bewajah

sooni sooni hai yeh nazar, soona soona hai yeh safar

sooni sooni raahe le chali, hai sooni manzil hai jidhar

tere bina kyu zindagi, tere bina kya hai khushi

tere bina baahe reh gayi hai sooni, soona hai yeh ghar

yaar kyu aur aise hai kiss tarah, hai mili tanhiya

aaja aa paas mere ab bata, aa meri parchhaaiya

kuch unkahe shikave gile, bas reh gaye ab faasle

sooni sooni hai yeh nazar, soona soona hai yeh safar

sooni sooni raahe le chali, hai sooni manzil hai jidhar

tere bina kyu zindagi, tere bina kya hai khushi

tere bina baahe reh gayi hai sooni, soona hai yeh ghar

Explore this song