Roman script

naino se na chhalke dil kahin pighal ke

beparda ho jaaye na gam

ro kar na hoga dard kam

sooni sooni raina khoye khoye naina

jaagi jaagi yaadein neend hain na chaina

sooni sooni raina

koi nahin mera kisi ka nahin mein

dil ki yahi hain dastaan

koi nahin mera kisi ka nahin mein

dil ki yahi hain dastaan

hum raah koi ab kaha

sooni sooni raina khoye khoye naina

jaagi jaagi yaadein neend hain na chaina

sooni sooni raina

tute jaise hum yun taara bhi na tute

ummid dil ki lut gayi

tute jaise hum yun taara bhi na tute

ummid dil ki lut gayi

ek roshni thi bhuj gayi

sooni sooni raina khoye khoye naina

jaagi jaagi yaadein neend hain na chaina

sooni sooni raina

sooni sooni raina khoye khoye naina

jaagi jaagi yaadein neend hain na chaina

sooni sooni raina

Explore this song