Roman script

ishk jisko nasib hota hai 

rab uske karib hota hai

ajnabi se mil gayi ankhiya

dil ka rishta azib hota hai

sona sona rup hai hamko garur hai

lut jaoge tum haye rabba

kudi mai hasin hu thodi namkin hu

mar jaoge tum  haye rabba

aag lagayegi dhum machayegi

shamat aayegi

jawani aayi hai kayamat aayi hai

jawani aayi hai kayamat aayi hai

sona sona rup hai uspe garur hai

lut gaye hum to haye rabba

kudi ye hasin hai badi namkin hai

mar gaye hum to haye rabba

ankhiyo se war kare sine se war kare

dil tadpati hai

najakat aati hai kamar bal khati hai

najakat aati hai kamar bal khati hai

bholi bhali ye nashe di hai pyali

ghayal kar gayi ho labo ki lali

pyari pyari mai hu ek chingari

chuo na na mai hu kuwari

bane meri gharwali ye lal parande wali

gore gal gulabi har ada hai matwali

sona sona rup hai hamko garur hai

lut jaoge tum haye rabba

kudi mai hasin hu thodi namkin hu

mar jaoge tum  haye rabba

aag lagayegi dhum machayegi

shamat aayegi

jawani aayi hai kayamat aayi hai

jawani aayi hai kayamat aayi hai

haye re teri ye umar hai nadani

ishk lada le ho diwani

tere jaise kai dekhe hai diwane

karle chahe lahk bahane

are bane rat ki rani aa karde sham suhani

ishk pe chal jane de ye bala hai tufani

Explore this song