Roman script

janam janam ke bandhan tujhse bandh liye hai
faisle kismat ke mane man liye hai
ho janam janam ke bandhan tujhse bandh liye hai
faisle kismat ke mane man liye hai
kaha kisi ki hogi jo takdir hai meri
ranjhe ki us heer se sundar heer hai meri oye oye
ranjha bol raha hai mere yar me
ranjha bol raha hai mere yar me
sone jaise gun hai mere yar me
han sona chandi kya karenge pyar me
sone jaise gun hai mere yar me
agta hai  fursat me rab ne tujh banaya
kitna socha hoga phir ye rup sajaya
lagta hai  fursat me rab ne tujh banaya
kitna socha hoga phir ye rup sajaya
rab kaisa hai mane usko kab dekha hai
par teri ankho me mane rab dekha hai
badi chamak hai tere is didar me
badi chamak hai tere is didar me
sone jaise gun hai mere yar me
sona chandi kya karenge pyar me
sone jaise gun hai mere yar me
lyrics typed by : shristy sharmas

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Udit Narayan

actor: Sanjay Dutt, Tabu