Roman script

wari jawa, wari jawa, wari jawa

sau sau bari, sau sau bari wari jawa

wari jawa, wari jawa, wari jawa

sau sau bari, sau sau bari wari jawa

wari jawa, wari jawa, wari jawa

sau sau bari, sau sau bari wari jawa

sola singar karke godi bharayi ve 

sola singar karke godi bharayi ve 

saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan

saiyyan se kheli bahut abb, chhotu ko khilayi le

sola singar karke godi bharayi ve, sola singar karke

wari jawa, wari jawa, wari jawa

sau sau bari, sau sau bari wari jawa

wari jawa, wari jawa, wari jawa

sau sau bari, sau sau bari wari jawa

chhotu jo aave ghar me, chhotu jo aave ghar me

oye hoye hoye hoye, oye hoye hoye hoye

chhotu jo aave ghar me, nani behlave

payal pehenke nani nach dikhave

chhotu jo aave ghar me, nani behlave

payal pehenke nani nach dikhave

wari jawa, wari jawa, wari jawa

sau sau bari, sau sau bari wari jawa

wari jawa, wari jawa, wari jawa

sau sau bari, sau sau bari wari jawa

han chhotu jo aave ghar me chhotu jo aave ghar me

hoye hoye oye oye oye

chhotu jo aave ghar me, masi ko bulave

nappy badalke unaki lori sunave

nappy, masi ki

chhotu jo aave ghar me, aave unke mama

mama, ya chacha, a chacha

chhotu jo aave ghar me, aave unake mama

daton se nala pakde, hath se pajama

oh teri hasi bhar bharke, ghar me chhidkave

oh sola singar karke godi bharayi le

sola singar karke godi bharayi le

saiyyan saiyyan saiyyan saiyyan

saiyyan se kheli bahut abb, chhotu ko khilayi le

sola singar karke godi bharayi le, sola singar karke

wari jawa, wari jawa, wari jawa

sau sau bari, sau sau bari wari jawa

wari jawa wari jawa wari jawa

sau sau bari sau sau bari wari jawa

Explore this song