Roman script

shubh din shubh lagan muhrat me 
daaman se bandh gayi choli 
baabul ka kaleja dol gaya 
beti ki uthi jab doli 
solah baras jise god khilaya 
dekho aaj parai ho li 
solah baras jise god khilaya 
dekho aaj parai ho li 
baabul ka kaleja dol gaya 
beti ki uthi jab doli 
solah baras jise god khilaya 
dekho aaj parai ho li

Song details