Roman script

sochta hu 

sochta hu uska dil 

kabhi mujhpe aaye to 

sochta hu uska dil 

kabhi mujhpe aaye to 

jaan bhi de du main 

wo kisi tarah mujhe aajmaye to

sochta hu uska dil 

kabhi mujhpe aaye to 

aaye to, aaye to, aaye to, aaye 

is dil pe kya kya guzarti hai 

jab uski nazar baat karti hai 

is dil pe kya kya guzarti hai 

jab uski nazar baat karti hai 

meri bekhudi badhne lagi 

wo khayalo me jab muskuraye to 

aaye to, aaye to 

sochta hu uska dil 

kabhi mujhpe aaye to 

sochta hu uska dil 

kabhi mujhpe aaye to 

aaye to, aaye to, aaye to, aaye 

hansta hai koi rota hai 

ye zazwa to har dil me hota hai 

hansta hai koi rota hai 

ye zazwa to har dil me hota hai 

mujhe pyar hai intzaar hai 

meri jaan tujhe koi ye bataye to 

sochta hu uska dil 

kabhi mujhpe aaye to 

sochta hu uska dil 

kabhi mujhpe aaye to 

jaan bhi use de du main 

wo kisi tarah mujhe aajmaye to

aaye to

Explore this song

Song video

Watch on YouTube