Roman script

sochta hoon main khel yeh kya hai, anjaana sa khel yeh kya hai

khel yeh kya hai, khel yeh kya hai  

sochta hoon main khel yeh kya hai

in saaji ke, in saaji ke paata kya hai

sadiyo se ye raaz chhupa hai

sochta hoon main khel yeh kya hai 

sochta hoon main khel yeh kya hai

hasna rona gaana kya hai, uthna girna paana kya hai

hasna rona gaana kya hai, uthna girna paana kya hai 

bando ko manvaana kya hai,bando ko manvaana kya hai  

jina sach hai, jina sach hai ya ek sapna 

sadiyo se ye raaz chhupa hai

sochta hoon main khel ye kya hai

sochta hoon main khel ye kya hai 

ye din raat ka fera kyon hai, dharti rain basera kyon hai

ye din raat ka fera kyon hai, dharti rain basera kyon hai 

tan pe umar ka ghera kyon hai, tan pe umar ka ghera kyon hai 

pal pal badhti, pal pal badhti umar ghate kyon

sadiyo se ye raaz chhupa hai

sochta hoon main khel ye kya hai

sochta hoon main khel ye kya hai 

preet ka taana baana kya hai, rishto mein uljhaana kya hai 

preet ka taana baana kya hai, rishto mein uljhaana kya hai

khud ko hi tadpaana kya hai, khud ko hi tadpaana kya hai 

aankh mein aansu, aankh mein aansu kyon aate hai 

sadiyo se ye raaz chhupa hai

sochta hoon main khel ye kya hai, anjaana sa khel yeh kya hai

khel yeh kya hai, khel yeh kya hai 

yeh kya hai, sochta hoon main khel yeh kya hai

in saaji ke, in saaji ke paata kya hai 

sadiyo se ye raaz chhupa hai

sochta hoon main khel yeh kya hai

khel yeh kya hai

Explore this song