Roman script

socho mein gum kyun ho sahame se tum kyun ho 
socho mein gum kyun ho sahame se tum kyun ho 
aa mere piya aa mere piya 
teri baato mein aau na main janati hun tere dil mein kya
mere piya ho ja mere mere piya 
socho mein gum kyun ho sahame se tum kyun ho 
aa mere piya aa mere piya 
teri baato mein aau na main janati hun tere dil mein kya
mere piya ho ja ja ja ja mere piya 
socho mein gum kyun ho sahame se tum kyun ho 
hoke diwana pas na aana kya ye jamana kahega 
ho hoke diwana pas na aana kya ye jamana kahega 
ruth na jana mano bura na mujhko to dar ye rahega 
main hun tera tumhe dar hai kya tod ke dil ko aise na ja
aa mere piya aa mere piya 
socho mein gum kyun ho sahame se tum kyun ho 
hum tum jaha hai khamoshiyan hai koi yaha na vaha hai 
ho hum tum jaha hai khamoshiyan hai koi yaha na vaha hai 
bechainiyan hai madhoshiyan hai teri najar ye kaha hai
chand se yu hati barkha jaise aachal sarkane laga 
mere piya ho ja mere mere piya 
socho mein gum kyun ho sahame se tum kyun ho 
socho mein gum kyun ho sahame se tum kyun ho 
aa mere piya aa mere piya 
teri baato mein aau na main janati hun tere dil mein kya
mere piya ho ja ja ja ja mere piya 
aa mere piya aa mere piya 
ho ja ja ja ja mere piya 
aa aa bhi ja mere piya 
ja ja re ja piya

Song details

singer: Aamir Ghulam Ali, Asha Bhosle