Roman script

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

kal ke liye aaj khona khona

aaj ye na kal aayega

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

jo hona hoga hoga wohi

sochake tu kya payega

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

kal ke liye aaj khona khona

aaj ye na kal aayega

sath hai hum sub isase badi kya khushi

sath hai hum sub isase badi kya khushi

thoda muskurao thoda gungunao

isika hai naam jindagi

sath hai hum sub isase badi kya khushi

koi na jane kab aa jaye

ghadi bichhad jane ki

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

kal ke liye aaj khona khona

aaj ye na kal aayega

wo hai insaan haste gaate jo jiye

wo hai insaan haste gaate jo jiye

jindagi salamat pyar ki hai

kimat aur hame kya chahiye

wo hai insaan haste gaate jo jiye

seharo me chaman pathhar me bahar

hoti hai uske liye

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

kal ke liye aaj khona khona

aaj ye na kal aayega

sochana kya jo bhi hoga dekha jayega

jo hona hoga hoga wohi

sochake tu kya payega

la la la la la

Explore this song