Roman script

collar ko thoda sa upar chadha ke

cigarette ke dhuye kaa chhalla bana ke

collar ko thoda sa upar chadha ke

cigarette ke dhuye kaa chhalla bana ke

sochna hai kya, jo hona hai hoga

chal pade hai fiqr yaar dhuye me uda ke

jane kya hoga rama re, jane kya hoga maula re

jane kya hoga rama re, jane kya hoga maula re

dollar bhi chahiye inhe pound bhi chahiye

sone ke sikko ka sound bhi chahiye

he banda ye dhit hai ye kuchh nahi janta

he banda ye dhit hai ye kuchh nahi janta

is ko jo mangta to maal pani mangta

sochna hai kya, jo hona hai hoga

chal pade hai fiqr yaar dhuye me uda ke

jane kya hoga rama re, jane kya hoga maula re

jane kya hoga rama re, jane kya hoga maula re

apne begane ye sab chhod  aaye

pyar ki rasmo ko ye tod aaye

anjane rasto ke vaste ye

zindagi se bhi muh mod aaye

sochna hai kya, jo hona hai hoga

chal pade hai fikr yaar dhuye me uda ke

jane kya hoga rama re, jane kya hoga maula re

jane kya hoga rama re, jane kya hoga maula re

khud pe bharosa hai khud pe yakin hai

kar lenge kaam chaahe jitna sangin hai

pakke hai in ke jo dil me iraade

hai aasama inka inki zamin hai

sochna hai kya, jo hona hai hoga

chal pade hai fiqr yaar dhuye me uda ke

jane kya hoga rama re, jane kya hoga maula re

jane kya hoga rama re, jane kya hoga maula re 

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song