Roman script

socha sau dafa tumse kahun

ab ye faasale kaise sahu

socha sau dafa tumse kahun

ab ye faasale kaise sahu

ye na ho saka main, tumse puchh lun

kaise jiyu kya karun kya karun

ho o o

socha sau dafa tumase kahun

ab ye faasale kaise sahu

kayi baar tumse, kehne ko aaye

jubaan thartharaayi, kadam dagmagaye

ho o o

kayi baar tumse, kehne ko aaye

jubaan thartharaayi, kadam dagmagaye

jubaan thartharaayi, kadam dagmagaye

chaahe dil kabhi main tumko khat likhu

kaise likhu kya karu kya karu

ho o o

socha sau dafa tumase kahun

ab ye faasale kaise sahu

gaya chain mera, gayi meri ninden

magar mere dil se, gayi na ummiden

ho o o

gaya chain mera, gayi meri ninden

magar mere dil se, gayi na ummiden

magar mere dil se, gayi na ummiden

aahat jab sunu main, khidki khol du

diwana hun kya karu kya karu

ho o o

socha sau dafa tumase kahun

ab ye faasale kaise sahu

ye na ho saka main, Tumase puchh lun

kaise jiyu kya karun kya karun

Explore this song