Roman script
socha nahi tha takdir yaha layegi manzil pe aate hi jaan chali jayegi o yeh toh sikandar ne bhi nahi tha socha aane se pehle khushi laut jayegi hamne socha tha kya, aur kya se kya huwa ja rahe hai aaj ye zamane ko batake ye kya ho gaya rama re, yeh kya ho gaya maula re ye kya ho gaya rama re, yeh kya ho gaya maula re tera kusur tha ya mera kusur tha tera gurur tha ya mera gurur tha rabba mai itna bura nahi hota, tu agar bewafa nahi hota itna bata mujhe kya mila tujhe gam ke yeh kante meri raho me bichhake yeh kya ho gaya rama re, yeh kya ho gaya maula re yeh kya ho gaya rama re, yeh kya ho gaya maula re
Song details
- Singer: Zubeen Garg
- Singer: Shaan
- Film / album: Kaante (2002)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Dev Kohli
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Mahesh Manjrekar
- Actor: Lucky Ali
- Actor: Kumar Gaurav
- Actor: Malaika Arora
- Actor: Eesha Koppikhar
- Actor: Ranjit Choudhary
- Actor: Rati Agnihotri
- Actor: Aslam Khan
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Jeff Davis
- Actor: Mumait Khan
- Actor: Rohit Roy
- Actor: Namrata Cooper
Song video
singer: Zubeen Garg, Shaan