Roman script

aai ye sunte hai bina rap wala remix

haan kya hai

socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye

sooni jagaha pe kahi chede daraye 

socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye

sooni jagaha pe kahi chede daraye 

haaye na-na, haye re na-na ye na karna

arey nahi re-nahi re nahi re-nahi re

nahi re-nahi re-nahi re nahi-nahi

keh du tumhe ya chup rahu

dil mein mere aaj kya hai kya hai

jo bolo to jaanu guru tumko maanu

chalo ye bhi waada hai

aankhon hi aankhon mein baatein hui kya bta

baaton hi baaton mein ho gayi hu lapata 

aankhon hi aankhon mein baatein hui kya bta

baaton hi baaton mein ho gayi hu lapata

haan re-haan re 

dil mein tere ab hai rehna

arre kabhi na kabhi toh

kahi na-kahi pe

hota nahi hai jo hua hai abhi-abhi

kya chup rahu

dil mein mere aaj kya hai

jo bolo toh jaanu

guru tumko maanu

chalo yeh bhi waada hai

keh du tumhe kya hai ya chup rahu

haan dil mein mere aaj kya hai-kya hai

jo bolo to jaanu guru tumko maanu

chalo ye bhi waada hai

Explore this song