Roman script

aaiye sunte hai bina rap wala remix

ha hakya hai socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye

sooni jagah pe kahi chede daraaye

socha hai ye ke tumhe rasta bhulaye

sooni jagah pe kahi chede daraaye

are naa naa haye re naa naa ye naa karna

keh du tumhe yaa chup rahu dil mein mere aaj kya hai

jo bolo to janu guru tumko maanu

chalo ye bhi waada hai

aankho hi aankho mein baate hui kya bta

baato hi baato mein ho gayi hu lapata

aankho hi aankho mein baate hui kya bta

baato hi baato mein ho gayi hu lapata

ha re ha re dil mein tere ab hai rehna

are kabhi na kabhi kahi na jo hota hai 

jo hua hai abhi abhi

keh du tumhe kya hai ya chup rahu ha

dil mein mere aaj kya hai kya hai 

jo bolo to jaanu guru tumko maanu

chalo ye bhi waada hai

thodi thodi hai khumaari dil mein kahi

pehle to aisa nasha hua hi nahi

ha thodi thhodi hai khumaari dil mein kahi

pehle to aisa nasha hua hi nahi

are na na haye re naa naa ye naa karna

are nahi re nahi re nahi re nahi re 

nahi re nahi re nahi re nahi nahi

keh du tumhe ya chup rahu

dil mein mere aaj kya hai

jo bolo toh jaanu guru tumko maanu

chalo ye bhi waada hai 

keh du tumhe kya hai ya chup rahu

dil mein mere aaj kya hai kya hai

jo bolo to jaanu guru tumko maanu

chalo yeh bhi waada hai

Explore this song