Roman script

so gaya ye jaha so gaya aasma

so gaya ye jaha so gaya aasma

so gayi hai saari manzile

ho saari mazile so gaya hai rasta

so gaya ye jaha so gaya aasma

so gayi hai saari manzile

ho saari manzile so gaya hai rasta

so gaya ye jaha so gaya aasma

raat aayi to wo jinke ghar the

wo ghar ko gaye so gaye

raat aayi to hum jaise aawara phir nikle 

raaho me aur kho gaye

raat aayi to wo jinke ghar the

wo ghar ko gaye so gaye

raat aayi to hum jaise aawara phir nikle 

raaho me aur kho gaye

is gali us gali is dagar us dagar

jaaye bhi to kaha jana chahe agar

ho so gayi hai saari manzile

ho saari manzile so gaya hai rasta

so gaya ye jaha so gaya aasma

so gaya ye jaha so gaya aasma

so gaya ye jaha so gaya aasma

so gaya ye jaha so gaya aasma

so gayi hai saari manzile

ho saari manzile so gaya hai rasta

so gaya ye jaha so gaya aasma

so gaya ye jaha so gaya aasma

Explore this song