Roman script

so gaya ye jaha so gaya aasama 

so gaya ye jaha so gaya aasama

so gayee hai saari manjile

o saaree manjile so gaya hai rasta

so gaya ye jaha so gaya aasama

so gaya ye jaha so gaya aasama

raat aayee to wo jinke ghar the

wo ghar ko gaye so gaye

raat aayee to ham jaise aawaara

phir nikale raaho me aur kho gaye

raat aayee to wo jinke ghar the

wo ghar ko gaye so gaye

raat aayee to ham jaise aawaara

phir nikale raaho me aur kho gaye

is galee us galee is nagar us nagar

jaaye bhee to kaha jaana chaahe agar

o so gayee hai saaree manjile

o saaree manjile so gayi hai rasta

so gaya ye jaha so gaya aasma 

so gaya ye jaha so gaya aasma

is gali us gali is nagr us nagr

jaye bhi to kaha jana chahe agar

o so gayi hai saari manjile

o sari manjile so gaya hai rahta

so gaya ye jaha so gaya aasma 

so gaya ye jaha so gaya aasma

kuchh meree suno kuchh apanee kaho

ho paas toh aise chup naa raho

ham paas bhee hai aur dur bhee hai

aajad bhee hai majbur bhee hai

kyun pyaar kaa mausam bit gaya

kyun hamse jamaana jit gaya

har ghadee mera dil gham ke ghere me hai

jindagee dur tak abb andhere me hai

andhere me hain andhere me hai

o so gayee hain saaree manjile

o saaree manjile so gaya hai rasta

so gaya ye jaha so gaya aasma 

so gaya ye jaha so gaya aasma

Explore this song