Roman script

sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu

sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu

sau barso ke bad mai sau barso mai hairan rahu

phir sau barso dunia ki har bhasa me ye kahu

sadiya beet gayi hai mai tumse mohabbat karta hu

sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu

gujarta samay bhi ye mud mud ke dehke

mohabbat me kaise koi kho gaya hai

gujarta samay bhi ye mud mud ke dehke

mohabbat me kaise koi kho gaya hai

kahe chand tare suna hai jami par

kisi ka diwana koi ho gaya hai

kisi ka diwana koi ho gaya hai

sau barso tak man hi man mai tumko chaha karu

sau barso tak man hi man mai tum par marta rahu

phir sau barso dunia ki har bhasha me ye kahu

sadiya beet gayi hai mai tumse mohabbat karta hu

sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu

hawa sun rahi hai ae sunti fizaye

pahado pe gunji meri ye sadaye

hawa sun rah hai ae sunti fizaye

pahado pe gunji meri ye sadaye

maru ya jiu mai tumhara rahunga

amar pyar mera amar hai wafaye

amar pyar mera amar hai wafaye

sau barso tak ban ke mai ek jogi phirta rahu

sau barso ek nam ki mala mai japta rahu

phir sau barso dunia ki har bhasha me ye kahu

sadiya beet gayi hai mai tumse mohabbat karta hu

sau barso tak mai tumhe bas yuhi dekha karu

Explore this song