Roman script

siyavar ramchandra ki jay janak nandni siya maiya ki jay 

ladle lakhan lal ki jay, pawansut hanuman ki jay 

seeta ji ka haran kiya ravan ne badal ke bhesh

ram bhaye vyakul, lakshaman ke man ko lagi thesh

pawanputra hanuman  chala uad kar lane sandesh 

vavan kot chhppan darwajo wale lanka dham aur fir 

lanka pahunch kar hanuman ne dekha 

ke ashok vatika mai sita maiya 

ek briksha ke neeche apni akhiya meeche 

ram ke dyaan me gumi huyi hai 

tum bin naa hi chain din rain

tum bin naa hi chain 

rimjhim garjat nain din rain

"kamjor ped kay lagaye"

tum kaun ho bolo bolo tum kaun ho kyu maun ho 

pawanputra mai ram bharoshe 

"ram bharose aap apne ghar hoge yaha hunuman ho hanuman"

pawan putra shri ram ka payara mere man me ram rehte hai 

mujhe hanuman kehte hai 

mujhe hanuman kehte hai 

pawan putra shri ram ka payara mere man me ram rehte hai 

mujhe hanuman kehte hai 

mujhe hanuman kehte hai 

sita ji ko hamri batiya kahi lage na jhuti 

is karan raghunath ne bheji hmare hath aguthi

hanuman ram kaise hai 

kuch wahan ka haal sunao 

ram sukhi hai 

"sita ke bgair ram sukhi kaise ho skte hai 

kaho ram dukhi hai "

ram dukhi hai 

aapki aankho se aansu behte hai 

mujhe hanuman kehte hai 

mujhe hanuman kehte hai 

sita maiya ydi aapki aagya ho to mai kuch kha lu 

apni bhook mita lu, khalo, mitalo 

bees bhuja dus shis ka ravan 

gyaani aur balban 

kaisi nadani kar baitha 

dekho wo nadan 

usko sabak sikhane aaya 

ram bhakt hanuman 

meghnath yeh tum kya laye 

pujya pita yeh hai ek bandar isne baag ke sab fal khaye 

isliye ise baand ke laye 

bol tu hai kiska dut 

mai , mai hu teri maut ka dut 

tu aur mujhko marega 

marte samay hiiii marte samay tu ram ka naam pukarega 

bolo jay siya ram bolo jay siya ram 

bolo jay siya ram bolo jay siya ram 

bolo jay siya ram bolo jay siya ram 

bolo jay siya ram bolo jay siya ram 

bolo jay siya ram bolo jay siya ram 

bolo jay siya ram bolo jay siya ram 

bolo jay siya ram bolo jay siya ram 

bolo jay siya ram bolo jay siya ram 

band karo yeh ram ram ram ram

ram ram 

kumbhkaran bolo ise dand kya dun 

yeh sirf sota hai ise sone do  

meghnath tum to jaagte ho 

tumhi kaho ise kya dand de 

iski punchh mai aag lga do

satyavachan 

mai teri puch mai aag lga dunga 

laga do laga do 

mai apni punchh se teri lanka jala dunga 

jala do jala do 

ye kya kaha re banar

Explore this song