Roman script

sitamgar dekh le nazar bhar dekh le
ke tu nahi janta  ke tu nahi janta 
mar gaya koi teri chah me 
haye mar gaya koi teri chah me 
ho badi nadan hai abhi anjan hai
mute yaar 
ke tu nahi janti  ke tu nahi janti 
dhokhe bade hai is rah me 
haye dhokhe bade hai is rah me 
bahut samjha chuke bahut bahla chuke 
ye dil nahi manta ye dil nahi manta
machle mila de mere yaar se 
haye machle mila de mere yaar se 
ho phul kumlaye na ye dil jal jaye na
mute yaar 
ke is baiman ko ke is baiman ko
dur hi rakh zara pyar se 
hoye dur hi rakh zara pyar se
irade bandh ke mohalle bandh ke
yaha tak aa gaye yaha tak aa gaye
jayenge saiya ab na lot ke 
haye ayenge saiya ab na lot ke 
ho lot ja soniye na zid kar moniye 
mute yaar 
ke tujhko kya pata ke tujhko kya pata
saudhe hai ye to sare khot ke 
haye  soude hai ye to sare khot ke

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Geeta Dutt