Roman script

sitaaro ki mahafil me 

gunjegaa taraanaa

ki hotho pe aaya hai 

dil kaa fasaanaa

are dil ne dil ko pukaaraa

lo mai aaya milane dubaaraa

manzil pyar tumhara 

mai hu saagar tum ho kinaaraa

sitaaro ki mahafil me 

gunjegaa taraanaa

ki hotho pe aaya hai 

dil kaa fasaanaa

are dil ne dil ko pukaaraa

lo mai aaya milane dubaaraa

ajab shaam hai ye pyar ki 

pahalu me sabake yaar hai

ajab raat hai jazbaat ki 

pahalu me pyar hi pyar hai

ye pyar tumhara ye pyar hamara 

hai khub nazaaraa

zamana usi kaa hai saaraa zamana

ki jisne bhi sikhaa hai pyar nibhana

are dil ne dil ko pukaaraa

lo mai aaya milane dubaaraa

manzil pyar tumhara 

mai hu saagar tum ho kinaaraa

kadam aaye hai us mod pe 

ham tum hai jahaa saamane

nazar se nazar karane ab lagi 

baate bade hi raaz se

ye raaz tumhara ye raaz hamara 

kare hai kyaa ishaaraa

nishane pe dil hai ke dil pe nishana

divana hai apani hi dhun me divana

are dil ne dil ko pukaaraa

lo mai aaya milane dubaaraa

manzil pyar tumhara 

mai hu saagar tum ho kinaaraa

sitaaro ki mahafil me 

gunjegaa taraanaa

ki hotho pe aaya hai 

dil kaa fasaanaa

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song