Roman script

sitaron si jagmaga rahi hai 

tumhaari aankhein sitara aankhein

kabhi shararat kabhi mohabbat 

har ek pal ek ishara aankhein

sitaron si jagmaga rahi hai 

tumhaari aankhein sitara aankhein

kabhi shararat kabhi mohabbat 

har ek pal ek ishara aankhein

sitaron si jagmaga rahi hain

tumhaari aankhein sitara aankhein

kabhi ye aankhein hain neeli jheelein 

kabhi ye aankhein hain jaam jaise

kabhi ye aankhein hain neeli jheelein 

kabhi ye aankhein hain jaam jaise

kabhi hai subahon si ujli ujli 

kabhi nasheeli ki shaam jaise

kabhi nazaaron ke dekhti hain 

kabhi hain khud ek nazaara aankhein

sitaron si jagmaga rahi hain 

tumhaari aankhein sitara aankhein

kabhi sharaarat kabhi mohabbat 

har ek pal ek ishara aankhein

sitaron si jagmaga rahi hain 

tumhaari aankhein sitara aankhein

kabhi ye aankhein jo meherbaan ho

o main zara sa ye kaam kar loon

kabhi ye aankhein jo meherbaan ho

to main zara sa ye kaam kar loon

salaam karne ki aarzoo hai idhar jo dekhe salaam kar loon

main aankhon aankhon mein ye bhi keh doon 

na hongi aisi dubaara aankhein

sitaron si jagmaga rahi hain 

tumhaari aankhein sitara aankhein

kabhi sharaarat kabhi mohabbat 

har ek pal ek ishaara aankhein

sitaron si jagmaga rahi hain 

tumhaari aankhein sitaara aankhein

Explore this song