Roman script

rehney do singaar ko rehne do 

saamney chulha jal raha hai 

dhua aankho mein lag raha hai

jalaan bhi hai anand bhi 

bass atey hi hongey 

jaldi sey sandhya pooja ho jaye 

jaanti hai woh kya kehenge 

jaisi ho waisi hi aajao

singaar ko rehne do 

jaisi ho waisi hi aajao

singaar ko rehne do

baal agar bikhre hai 

seedhi maag nahin nikli 

baandhein nahi angiyaan 

feete toh bhi koi baat nahin 

jaisi ho waisi hi aajao

singaar ko rehne do 

aakash pe baadal umad rahein hain 

dekha kya guzi nadi kinare sab udne lage hain 

dekha kya bekaar jalaa kar rakha hai 

singaar diya bekaar jalaa kar rakha hai 

singaar diya hawa se kaap ke baar baar bujh 

jaata hai singaar diya 

jaisi ho waisi hi aajao

singaar ko rehne do 

singaar ko rehne do 

rehne do singaar ko rehne do

Explore this song