Roman script

jaane ki zidd na karo, ki main udaas hu

thehro na do ghadi ki main khaas hu

dekh jao ki dum nikalta hai kis tarah

chikhta hai dil sisakta hai kis tarah

sun bhi jaao, sun bhi lo adhuri daasta

jaane ki zidd na karo, ki main udaas hu

thehro na do ghadi ki main khaas hu

jab jhanka dil me to, koi bhi nahi tha

pyaar pura tha to, aadha kyun yakeen tha

saanse afsoz hai, jeena bhi roz hai

ab to ek bhoj hai, adhuri daasta

jaane ki zidd na karo, ki main udaas hu

thehro na do ghadi ki main khaas hu

Explore this song