Roman script

silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar
silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar
ha reshmi salwar jiske bute jalidar 
ha reshmi salwar jiske bute jalidar  
banu aisi chhabili sajili chhalledar
banu aisi chhabili sajili chhalledar
silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar
silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar
resham ki salwar pahan mai
sajan ke ghar jau
mai sajan ke ghar jau
resham ki salwar pahan mai
sajan ke ghar jau
sang saheli hasi kare mai
sang saheli hasi kare mai
dekh unhe sharmaaun
silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar
silwa de re sajanwa, mohe reshmi salwar
ari tu kya pahne salwar
shakal hai teri paune chaar 
ari tu kya pahne salwar
shakal hai teri paune chaar 
bhai ghar ko ban ke rahta
bapu beghar bar
bhai ghar ko ban ke rahta
bapu beghar bar
mera baap to jo kuch hai
par tera baap hai naayi
mera baap to jo kuch hai
par tera baap hai naayi
bees baras ki bahan ho gayi
phir bhi nahi sagayi
firta baat yaha naktai
tumko tanik laz na aayi
silwa de re sajanwa mohe reshmi salwar
silwa de re ha ha 
silwa de re sajanwa mohe reshmi salwar

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Paro Devi, Sushil Sahu