Roman script

shyam shyam shyam tere kitne nam

shyam shyam shyam tere kitne nam

jag se hari mai dukhiyari jag se hari mai dukhiyari

sharan tihari aayi mere shyam

shyam shyam shyam tere kitne nam

shyam shyam shyam tere kitne nam

teri kirpa agar ho jaye re ho jaye

teri kirpa agar ho jaye tu sang chale gunga bole

janam ka andha ankhiya khole pathar ki murat jo dole

sab sambhaw ho jaye teri kirpa agar ho jaye re

sabko tare sabko tare par utare tuhi saware bigde kam

shyam shyam shyam tere kitne nam

shyam shyam shyam tere kitne nam

tu sune na to hum kaha jaye kaha jaye

tu sune na to hum kaha jaye ho tu chahe to chale hawaye

mar ghat phulo se bhar jaye saritaye parwat se nikal ke

sagar tak aa jaye tu sune na to hum kaha jaye

fir ek tere darsh ka pyasa aa na saka kyu tere dham

shyam shyam shyam tere kitne nam

shyam shyam shyam tere kitne nam

koi jane nahi re teri maya teri maya

koi jane nahi re teri maya phul kabhi tune jo khilaya

bin mausam wo fir murjhaya pad gayi kis durdin ki chaya

kyu aisa din aaya koi jane nahi teri maya

antaryami antaryami ye to bata de mujhse hui kyu vidhna bam

shyam shyam shyam tere kitne nam

shyam shyam shyam tere kitne nam

he madhu sudan he nand nandan he manmohan he ghan shyam

shyam shyam shyam tere kitne nam

shyam shyam shyam tere kitne nam

he madhu sudan he madhu sudan he manmohan he manmohan 

shakti de shakti de shakti de shakti de

shyam shyam shyam shyam tere kitne nam

shyam shyam shyam shyam tere kitne nam

Explore this song