Roman script

shyaam abhimaani o shyaam abhimaani

shyaam abhimaani o shyaam abhimaani

tum to bhaye mathura ke raaja roti rahi raadha raani

o diwani ari diwani, o diwani ari diwani

raajaa hua mai auro ka lekin raadha mere man ki raani

shyaam abhimaani o shyaam abhimaani, o diwani ari diwani

achchha bataao saanvare kahe chhod a gokul gaanv re

jis bansi ke the baavare vo kar gayi man me ghaav re

vo kar gayi man me ghaav re

bante ho tum dino ke bandhu naari ki pida nahi jaani

shyaam abhimaani o shyaam abhimaani, o diwani ari diwani

meri bansi me jitne git hai sab raadha ke manmit hai

sab raadha ke manmit hai

kab raadha alag hai shyaam se vo to jud gayi hai mere naam se

vo to jud gayi hai mere naam se

chanda me jyoti sipo me moti saagar me jaise ho paani

o diwani ari diwani, shyaam abhimaani o shyaam abhimaani

moti ki baate chhod  do dekho tute dil ko jod do

dekho tute dil ko jod do

o kuchh aisi thi majburiya jo badh gayi apni duriya

jo badh gayi apni duriya

subah ka bhula sandhya ko jo laute kehte hai sab usko gyaani

shyaam abhimaani o shyaam abhimaani

shyaam abhimaani o shyaam abhimaani

raadha re, raadha re, raadha re, raadha re

kaanha re, kaanha re, kaanha re, kaanha re

raadha re, raadha re, raadha re, raadha re

kaanha re, kaanha re, kaanha re, kaanha re

Explore this song