Roman script

zindagi chal tera shukriya

shayad mile na tu kal ki subah

jo diya hum ne hass ke liya

ae zindagi tera chal shukriya

har saans ka ha khawab ka umeed ke selaab ka

tujhse judi har baat ka shukriya

teri dhoop ka barsaat ka thama jise us haath ka

aache bure halat ka shukriya

shukriya shukriya shukriya shukriya

milna bichadna aana jaana taye ha sab phele se

pyaar bhare pal baandh ke rakh le baaki sabkuch rhene de

kuch nai haath aayega yaha

phir bhi ae zindagi tera shukriya

kuch nai hath aayega yaha

phir bhi ae zindagi tera shukirya

kuch nai hath aayega yaha

phir bhi ae zindagi tera shukirya

alwida rhena tu khush sada

shayad mile na me kal ki subah

alwida rhena tu khush sada

shayad mile na me kal ki subah

shukriya shukriya

Explore this song