Roman script

shukriya, aapki inayt ka meharba shukriya 

shukriya, aapki shararat ka meharba shukriya 

shukriya, aapki inayt ka meharba shukriya 

shukriya, aapki shararat ka meharba shukriya 

aapki raaho me dil hai, shauk se thukrayiye

aur kya khidmat karu mai, janeman farmayiye

hosh kahta hai ke 

dil ki aag se, bach ke raho

pyar ki jid hai magar, is aag me jal jayiye

jara ban ke, o tan tan ke 

haye jara ban ke, tan tan ke 

ye adaye sataye, khuda ki kasam

shukriya, aapki shikayat ka meharba shukriya 

shukriya, aapki inayt ka meharba shukriya

bekarari intzari, pyar ka anjam hai

chain hai dil ko, na pal bhar raat ko aaram hai

bekarari intzari, aap hi ki den hai

sidha sadha dil humara, muft me badnam hai

jara chhup ke, chhup chhup ke

o ji jara chhup ke, chhup chhup ke

dil lagaye jalaye, nirala saluk

shukriya, aapki mohabbat ka meharba shukriya

shukriya, aapki shararat ka meharba shukriya  

shukriya, aapki inayt ka meharba shukriya

Explore this song