Roman script

hum shriddha ka aanchal failaaye 

prabhu darshan ko khade huye hai 

nain prem ka deepak jalaakar

prabhu arpan ko baithe huye hai 

hum shriddha ka aanchal failaaye 

prabhu darshan ko khade huye hai 

nain prem ka deepak jalaakar

prabhu arpan ko baithe huye hai 

hum shriddha ka aanchal failaaye

khelo naa aankh micholi prabhu 

humse ye luk chhip kar 

aji khelo naa aankh micholi prabhu 

humse ye luk chhip kar 

saakshat darshan de do he guruvar 

saakshat darshan de do he guruvar 

palke bichhaye baithe huye hai 

hum shriddha ka aanchal failaaye

daya sindhu daya dhaam aap hai 

daya drishti barsa do 

daya sindhu daya dhaam aap hai 

daya drishti barsa do 

man mandir ke bhagwan tum mere 

man mandir ke bhagwan tum mere 

rom rom me rame ho 

hum shriddha ka aanchal failaaye

amrit paan kiya seva ka 

drishy lagta nahi aur kahi 

amrit paan kiya seva ka 

drishy lagta nahi aur kahi 

vinti hai gurui naarayan se 

vinti hai gurui naarayan se 

darshan aas lagaaye huye hai 

hum shriddha ka aanchal failaaye 

prabhu darshan ko khade huye hai 

nain prem ka deepak jalaakar

prabhu arpan ko baithe huye hai 

hum shriddha ka aanchal failaaye

hum shriddha ka aanchal failaaye

hum shriddha ka aanchal failaaye

Explore this song