Roman script

shola hun shola dekha maine dekha

jalwa hu jalwa tofa hai tofa 

chingari hun main bachke jara mujhe rahna

jal jayega wo mera jo mane na kahna 

tu aag hai to jalayegi duniya

bujhaunga main tere tan man ki aag

shola hun shola dekha maine dekha

tu hai badal me hu bijli mujhse takraega hey hey

ye ladayi pyar ki hai fir maza aayega 

mujhko fasana na bato bato me

chedega tu mujhko thandi rato me

hone na dugi main ye sangam

man ja dilruba main hu diwana tera

shola hun shola dekha maine dekha

phulo ki barkha ho rahi hai le lo iska maza hey hey

is badan se khubsurat phul na koi khila

chalo ye maan liya humne pehchan liya

tere badan ko hi phul jaan liya 

khusbhu kaha hai jara ye bta

ye badan hai chaman chahe jaha sungh le

shola hun shola tofa hai tofa

chingari hun main bachke jara mujhe rahna

jal jayega wo mera jo mane na kahna 

tu aag hai to jalayegi duniya

bujhaunga main tere tan man ki aag

shola hun shola dekha maine dekha

Explore this song