Roman script

shola hu jawa ll ll la

shola hu jawa, main to ha, dekhe hai jahan

bahki bahki ada hai pyar bhari

bahki bahki ada hai pyar bhari

bhigi hai jawani, aankhe maare pani

sabka ka hi dil aa gaya

ya khuda, ya khuda

aha se humare, lipat gaye dhare

neele neele pani me, ye paanv jo utaare

mukhda khila, khila mera

mukhda khila, khila mera

mil gaye sare khushi ke kinare

aaj ki ye baaji dekho hum nahi haare

charcha ya ho, na ho mera

dekho jisko bekhud wahi ho gaya, ya khuda

shola hu jawa, main to ha, dekhe hai jahan

o le lu angdai, to jhume ye khudai

lahro me bhi dekho, maine aag si lagayi

kaatil najar, najar meri

kaatil najar, najar meri

chaal hai nirali, main kaliyo ki rani

ho gore gore gaal pe ye lat kaali kaali

jalwa kahan, kahan mera

jaalim dil bhi, dil thaam ke rah gaya

Explore this song