Roman script

shikwa koi tumse na hai tumpe koyi zor

tumko apna samajhe ham, tum nikle koyi aur

tum nikle koyi aur

shikwa koi tumse na hai tumpe koyi zor

tumko apna samajhe ham, tum nikle koyi aur

tum nikle koyi aur

laaye the aankho me ham bhi kya kya sapne

chhota sa aangan sajega pyaar se apne

laaye the aankho me ham bhi kya kya sapne

chhota sa aangan sajega pyaar se apne

lekin zindagi ka nahi sapne jaisa taur

tumko apna samajhe ham, tum nikle koyi aur

tum nikle koyi aur

kehte hai raahi ko lute hai andhiyaara

lekin luta roshani me pyaar hamaara

kehte hai raahi ko lute hai andhiyaara

lekin luta roshani me pyaar hamaara

sun lo sun sako to rote armano ka shor

tumko apna samajhe ham, tum nikle koyi aur

tum nikle koyi aur

shikwa koi tumse na hai tumpe koyi zor

tumko apna samajhe ham, tum nikle koyi aur

tum nikle koyi aur, tum nikle koyi aur

Explore this song