Roman script

aannd mangal karu aarti jai gaaye ki mata  

charo wedon ki janni tu maha mantr ki data 

teri mahima hai nirali tu sabki kare rakwali 

teri mahima hai nirali tu sabki kare rakhwali 

bhule bhatke logo ko tu marg dikhane wali 

gayan ki devi tu hai mata sabki bhagye vidhata 

gayan ki devi tu hai mata sabki bhagye vidhata 

aannd mangal karu aarti jai gaaye ki mata  

hai teri anupam maya jiska koi par na paya 

hai koti koti triloka tujhme adhbhut tej samaya 

hai koti koti triloka tujhme adhbhut tej samaya 

aannd mangal karu aarti jai gaaye ki mata

Explore this song