Roman script

shifa hai tu, dua hai tu

mere dil ki dawa hai tu

shifa hai tu, dua hai tu

mere dil ki dawa hai tu

bin tere main jee nahi sakta

bin tere main mar nahi sakta

namumkin, namumkin tere bin jeena

namumkin, namumkin tere bin jeena

shifa hai tu, dua hai tu

teri rang mein rang ke main

khushnuma hoon

tuhi hai mujhme,

main khud mein kaha hoon

bin tere kya hoon main

bin tere kya hoon

kuch nahi paagal dhuwan hoon

namumkin, namumkin tere bin jeena

namumkin, namumkin tere bin jeena

shifa hai tu, dua hai tu

wo lafz nahi jisme tareef likh doon

wo bol nahi jo main tujhse keh doon

tu sabse haseen, tu sabse pare

kya main likhun, kya main keh doon

namumkin, namumkin tere bin jeena

namumkin, namumkin tere bin jeena

shifa hai tu, dua hai tu

Explore this song