Roman script

ha..aa..haan

judaa nahi tu ha aa haan judaa sa hai tu ha aa haan

gayab hai lapata ha aa haan lekin tu har jagaha hai

shiddat se chahta hu duaa mein maangta hu

raaton ko jaagta hu mai tere hi liye

aankhon se beh raha hu bin bole keh raha hu

har gum ko seh raha hu mai tere hi liye

tujh bin adhura, adhura sa lagu

khudko aa tujhse mukammal mai karu

chahiye mujhko tu chahiye

haan mujhe sirf tu chahiye,  ho..wo..ho

woh raat ki deewaar ho ya subha ka ujla dar

is paar se uss paar tak mujhe aaye tu nazar

woh raat ki deewaar ho ya subha ka ujla dar

is paar se uss paar tak mujhe aaye tu nazar

tu aasmaan se zameen tak tu gumaan se hai yakeen tak

tujh bin adhura, adhura sa lagu

khudko aa tujhse mukammal mai karu

chahiye mujhko tu chahiye

haan mujhe sirf tu chahiye

Explore this song